Meer Taqi Meer - poems

Transcript

Meer Taqi Meer - poems
Classic Poetry Series
Meer Taqi Meer
- poems -
Publication Date:
2004
Publisher:
PoemHunter.Com - The World's Poetry Archive
be-KHudee le ga'ee kahaaN ham ko
be-KHudee le ga'ee kahaaN ham ko
der se intaZaar hai apnaa
rote phirte hain saaree-saaree raat
ab yahee rozgaar hai apnaa
de ke dil ham jo ho ga'e majboor
ismeN kyaa iKHtiyaar hai apnaa
kuchh naheeN ham misaal-e-'unqaa lek
shahar-shahar ishtahaar hai apnaa
jisko tum aasmaan kahate ho
so diloN kaa Gubaar hai apnaa
Meer Taqi Meer
www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive
2
hastee apnee Hubaab kee see hai
hastee apnee Hubaab kee see hai
ye numa'ish suraab kee see hai
naazukee uss ke lab kee kya kahiye
paNkhaRee ik gulaab kee see hai
baar-baar us ke dar pe jaata hooN
Haalat ab iztiraab kee see hai
maiN jo bola kaha ke ye aawaaz
usee KHaanah-KHaraab kee see hai
Meer" un neem-baaz aaNkhoN meN
saaree mastee sharaab kee see hai
Meer Taqi Meer
www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive
3

Documenti analoghi

teologia biblica y sistematica el teologiyo pdf

teologia biblica y sistematica el teologiyo pdf ukwazi-school-of-nursing.pdf pe-civil-michael-r-lindeburg.pdf note-taking-guide-episode-1303-answers.pdf principles-of-biostatistics-pagano-solutions-manual.pdf ds-act8847-rev5-15nov12-p.pdf append...

Dettagli

nuovissimo ricettario chimico pdf

nuovissimo ricettario chimico pdf nuevas-vistas-curso-avanzado-1-gramatica-answers.pdf obd2-mercedes-benz-software.pdf www-indo-hot-com.pdf nstm-chapter-634.pdf repository-unhas-ac-id.pdf cee-medical-assam-2014.pdf the-way-of-the-s...

Dettagli

kisane vaadaa kiyaa hai aane kaa fikr hii Thaharii to ko fikr

kisane vaadaa kiyaa hai aane kaa fikr hii Thaharii to ko fikr fikr hii Thaharii to ko fikr-dil e-Khubaa.N kyo.n na ho fikr hii Thaharii to ko fikr-dil e-Khubaa.N kyo.n na ho Khaak hona ahai to Khaak-e-kuu-e-jaanaa.N kyo.n na ho ziist hai jab mustaqil aavaaraa...

Dettagli

in PDF - Lyrics Point.net

in PDF - Lyrics Point.net Hawa mein beh rahi hai zindagi Yeh hum se keh rahi hai zindagi Oho, ab toh, jo bhi ho so ho Ude, khule aasaman mein khwabon ke parindey Ude, dil ke jahaan main khwabon ke parindey Oho, kya pata, ja...

Dettagli