MATAM KARO SHABBIR KA – HASAN SADIQ Matam

Transcript

MATAM KARO SHABBIR KA – HASAN SADIQ Matam
MATAM KARO SHABBIR KA – HASAN SADIQ
Page 1 of 1
Matam karo Shabbir ka hai Zainab-e-dilgir ka
Shabbir tera matam momin ki nishani hai x2
1) Bakhshish ki zamanat hai - jo ankh me pani hai
Matam karo Shabbir ka hai Zainab-e-dilgir ka
Shabbir tera matam momin ki nishani hai x2
2) Yeh dagh nahi logo hai moajza matam ka
Sine pe likhi mere Karbal ki kahani hai
Matam karo Shabbir ka hai Zainab-e-dilgir ka
Shabbir tera matam momin ki nishani hai x2
3) Ghazi ka alam leke bazaar me aye hai
Rudaad aseeron ki duniya ko sonani hai
Matam karo Shabbir ka hai Zainab-e-dilgir ka
Shabbir tera matam momin ki nishani hai x2
4) Zainab ne shuru ki thi zindaan me azadri
Sadiyon se chali ayi yeh reet purani hai
Matam karo Shabbir ka hai Zainab-e-dilgir ka
Shabbir tera matam momin ki nishani hai x2
5) Aayi hai sada ab bhi Karbal ki fizaon se
Shabbir haqeeqat mei islam ke bani hai
Matam karo Shabbir ka hai Zainab-e-dilgir ka
Shabbir tera matam momin ki nishani hai x2
6) De pursa bahatar ka Zahra ke lute ghar ka
Har saal muharram mei yeh yaad dilani hai
Matam karo Shabbir ka hai Zainab-e-dilgir ka
Shabbir tera matam momin ki nishani hai x2
7) Mazloom ke matam me marna hi sa’adat hai
Waisay bhi jawan ek din yeh jaan to jani hai
Matam karo Shabbir ka hai Zainab-e-dilgir ka
Shabbir tera matam momin ki nishani hai x2
Efforts: Nosheen Shah
http://www.ziaraat.com

Documenti analoghi

in PDF - Lyrics Point.net

in PDF - Lyrics Point.net Hawa mein beh rahi hai zindagi Yeh hum se keh rahi hai zindagi Oho, ab toh, jo bhi ho so ho Ude, khule aasaman mein khwabon ke parindey Ude, dil ke jahaan main khwabon ke parindey Oho, kya pata, ja...

Dettagli